Doobte sooraj mein sooraj hone ka gumaan hoon main
Kisi kati patang ki girti udaan hoon main
Main kaun hoon agar tumhara hissa na hoon to
Tumhare hi ek beete waqt ka kiya ehsaan hoon main
Bhatke raaston ka bhoola jahaan hoon main
Mujhe manzilon ka wasta de kar koi wapas na bula saka
Suljhon ki duniya mein uljhan ki pehchaan hoon main
Tumhare hi ek beete waqt ka kiya ehsaan hoon main
Comments
Post a Comment